🎵
Ichak Dana (From "Meethe Mein Kya Hai") by Nakash Aziz album cover

Ichak Dana (From "Meethe Mein Kya Hai")

by Nakash Aziz

Lyrics
Shaam Ho Gayi Hai Jaldi Se Ghar Pe Aana
Koi Nasha Tum Dukaanon Se Lete Aane
Jam Baraabar Ka Saari Raat Tum Banana
Ichak Dana Bichak Dana
Aaj Bajega Desi Gaana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Ye Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
···Music···
Soya Padosi Hai Dheere Se Tum Chillana
Jaag Jaaye To Usko Bhi Sang Nachana
Dil Ki Dholak Pe Gaana Ye Tum Bajana
Ichak Dana Bichak Dana
Aaj Bajega Desi Gaana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Ye Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
···Music···
Raat Ke Baj Gaye Paune Do
Energy Down Na Hone Do
Dance Ka Floor Bana Do Tum
Ghar Ke Har Ek Kone Ko
Khul Ke Kar Lo Hungama
Bolta Hai Chanda Mama
Din Mein So Lena Tum Yaaron
Abhi Neendein Khone Do
Ye Mastiyaan Jo Sar Chadhi Hain
Aaj Utrengi Na Na Na
Shaam Ho Gayi Hai Jaldi Se Ghar Pe Aana
Koi Nasha Tum Dukaanon Se Lete Aane
Jam Baraabar Ka Saari Raat Tum Banana
Ichak Dana Bichak Dana
Aaj Bajega Desi Gaana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Ye Zamana
Jo Marega Aa Aa
···Music···
Ichak Dana Bichak Dana
Aaj Bajega Dhinchak Gaana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Ye Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana