Lyrics
Abhi bhi dil mera
Mujhse kehta
Yahin kahin pe hai
Woh aayega
Kiya hua hai jo
Usne vaada
Bina kahe nahi
Woh jayega
Ehsaas nahi mujhko ki khoya bhi hai kya
Mehsoos kahan hota jab dard badhe itna
Dheeme-dheeme
Utrega dard ye haay
Umar saari
Guzrega dard ye
···Music···
Bin tere ab duniya meri waisi na hogi
Kuch bhi main kar loon
Pehle jaisi na hogi
Saansein lene pe
Aisa lagta hai
Hoon
Khalipan mujhme
Bharta hai
Hain khwaab bina aankhein
Dil mein hai veerani
Mujhe aaj bina tere
Sab lagta bemaani
Humko apna
Kar lega dard ye haay
Dheeme-dheeme
Utrega dard ye
Abhi bhi dil mera
Mujhse kehta hai
Yahin kahin pe hai
Woh aayega
Kiya hua hai jo
Usne vaada
Bina kahe nahi
Woh jayega
Mujhse kehta
Yahin kahin pe hai
Woh aayega
Kiya hua hai jo
Usne vaada
Bina kahe nahi
Woh jayega
Ehsaas nahi mujhko ki khoya bhi hai kya
Mehsoos kahan hota jab dard badhe itna
Dheeme-dheeme
Utrega dard ye haay
Umar saari
Guzrega dard ye
···Music···
Bin tere ab duniya meri waisi na hogi
Kuch bhi main kar loon
Pehle jaisi na hogi
Saansein lene pe
Aisa lagta hai
Hoon
Khalipan mujhme
Bharta hai
Hain khwaab bina aankhein
Dil mein hai veerani
Mujhe aaj bina tere
Sab lagta bemaani
Humko apna
Kar lega dard ye haay
Dheeme-dheeme
Utrega dard ye
Abhi bhi dil mera
Mujhse kehta hai
Yahin kahin pe hai
Woh aayega
Kiya hua hai jo
Usne vaada
Bina kahe nahi
Woh jayega