Lyrics
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafton Ki Duniya Mein Kuch Sabr Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Karar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Kasmein Khila Doon Main
Ghadiyan Chhupa Doon Main
Laut Na Tu Jaaye Kahin
Wajah Mita Doon Main
Tere Hi Khayalon Mein
Kab Se Lapata Hoon Main
Apni Wafayein Saari
Tujh Pe Luta Doon Main
Kaat Nahi Kat-Te
Din Tere Pyaar Mein
Doob Raha Hoon Main
Teri Yaadon Ke Aabshar Mein
Zaalima Yun Roz Ka
Tera Aana-Jaana Chhod Tu
Toot Hi Na Jaaye Mera
Dil Intezaar Mein
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafton Ki Duniya Mein Kuch Sabr Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Karar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
···Music···
Beh Na Jayega
Sambhal Jayega
Yeh Dil Toh Kahin
Bhi Lag Jayega
Magar Ruh Ko
Aaram Woh
Jo Tujhse Mila
Meri Jaan Woh Kahin
Bhi Na Mil Payega
Itna Hi Chahoon Bas
Tujhko Mana Loon Main
Main Tera Hoon Jaaun
Tujhe Apna Bana Loon Main
Tere Saath Duniya
Basane Ki Hai Aarzoo
Tu Jo Maan Jaaye Saari
Khushiyan Mana Loon Main
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafton Ki Duniya Mein Kuch Sabr Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Karar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
···Music···
Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Aafton Ki Duniya Mein Kuch Sabr Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Karar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Kasmein Khila Doon Main
Ghadiyan Chhupa Doon Main
Laut Na Tu Jaaye Kahin
Wajah Mita Doon Main
Tere Hi Khayalon Mein
Kab Se Lapata Hoon Main
Apni Wafayein Saari
Tujh Pe Luta Doon Main
Kaat Nahi Kat-Te
Din Tere Pyaar Mein
Doob Raha Hoon Main
Teri Yaadon Ke Aabshar Mein
Zaalima Yun Roz Ka
Tera Aana-Jaana Chhod Tu
Toot Hi Na Jaaye Mera
Dil Intezaar Mein
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafton Ki Duniya Mein Kuch Sabr Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Karar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
···Music···
Beh Na Jayega
Sambhal Jayega
Yeh Dil Toh Kahin
Bhi Lag Jayega
Magar Ruh Ko
Aaram Woh
Jo Tujhse Mila
Meri Jaan Woh Kahin
Bhi Na Mil Payega
Itna Hi Chahoon Bas
Tujhko Mana Loon Main
Main Tera Hoon Jaaun
Tujhe Apna Bana Loon Main
Tere Saath Duniya
Basane Ki Hai Aarzoo
Tu Jo Maan Jaaye Saari
Khushiyan Mana Loon Main
Chaand Chadh Jaaye Ya Tu Nazar Aaye
Aafton Ki Duniya Mein Kuch Sabr Aaye
Mujhe Teri Baahon Mein Ho Karar Aisa
Ke Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye
···Music···
Barson Ke Gaye Ho Jaise Ghar Aaye