Lyrics
Haye Rabba!
Dekha Samajh Ke Tujhko Paraya
Dekha Samajh Ke Tujhko Paraya
Dil Hai Ke Phir Se Tujhi Par Aaya Tujhi Par Aaya
Phir Ajnabi Phir Ajnabi
Ik Baar Ban Kar Dekhein Phir Ajnabi
Jaise Mile Hi Na Kabhee
Ik Baar Ban Kar Dekhein Phir Ajnabee
Ik Baar Pahli Dafa Chal Phir Milein
Par Mukhtalif Ho Zara Ab Silsile
Iss Martaba Do Dilon Ke Pyar Ke
Ik Jaise Ho Raaste Aur Manzilein, Aur Manzilein
Phir Ajnabi Phir Ajnabi
Ik Baar Ban Kar Dekhein Phir Ajnabi
Ranjish Khatam Hogi Tabhi
Ik Baar Ban Kar Dekhein Phir Ajnabi Phir Ajnabi
Haye Rabba!
Ab Ke Hum Kam Se Kam Ye Iraadaa Karein
Jo Nibha Paaye Hum Utna Vaada Karein
Kuchh Gile Hi Na Hon Yeh To Mumkin Nahi
Par Gile Kam Karein Pyaar Zyada Karein
Naaraazgi Mein Kabhi Kar Bhi Liye
Khudgarz Na Ho Magar Wo Faisle, Wo Faisle
Dil Tod Ke Seekha Yahi