🎵
Humnava Mere by Jubin Nautiyal album cover

Humnava Mere

by Jubin Nautiyal

Lyrics
Kal raaste mein
Gham mil gaya tha
Lag ke gale main ro diya
Jo sirf mera
Tha sirf mera
Maine usey kyun kho diya?
Haan, woh aankhein jinhein main choomta tha bewajah
Pyaar mere liye kyun unmein baaqi na raha?
Ho-ho
Humnava mere
Tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyunga tere bina?
Ho, humnava mere
Tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyunga
Tere bina?
···Music···
Har waqt dil ko jo sataye
Aisi kami hai tu
Main bhi na jaanun yeh ke itna
Kyun laazmi hai tu
Neendein jaa ke na lauti kitni raatein dhal gayi
Itne taare gine ke ungliyan bhi jal gayi
Ho-ho
Humnava mere
Tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyunga tere bina?
Ho, humnava mere
Tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyunga
Tere bina?
Hoo
Tu aakhiri aansu
Oh, yaara
Hai aakhiri tu gham
Dil ab kahan hai, jo dobara
De-dein kisi ko hum
Apni shaamon mein hissa
Phir kisi ko na diya
Ishq tere bina bhi maine
Tujh se hi kiya
Ho-ho
Humnava mere
Tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyunga tere bina?
Ho
Faasle na de
Ke main hoon aasre tere
Bata de kaise main jiyunga
Tere bina?
···Music···
Aazma raha mujhe kyun?
Aa bhi jaa kahin se ab tu
Kaise main jiyunga tere bina?
Seene mein jo dhadkanein hain
Tere naam pe chale hain
Kaise main jiyunga tere bina?
Humnava mere
Tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyunga
Tere bina?