🎵
Panwadi by Dev Negi album cover

Panwadi

by Dev Negi

Lyrics
Oth laal kaile, bura haal kaile
Hey, deewana ke jiyal muhaal kaile
Panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhaare sajan ki...
Hara-hara heart shape ka patta
Hara-hara heart shape ka patta
isi ko to paan kahe kalakatta
isi ko to paan kahe kalakatta
Kalakatta paan kabhi khaane ke aaja tu bahane, sajan sang nain milaile
O-ho-ho-ho, kalakatta paan kabhi khaane ke aaja tu bahane, sajan sang nain milaile
Haaye, paan chabate hue kaisi shakal lage teri
Sheeshe mein jaake dekh le pahile
dil ke taar jodne ke season mein
Dil ko todne ke reason tu
Haaye, gori, haaye, gori, aaj to bata de
Ho, panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhare sajan ki kothri
Panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhare sajan ki kothri
O, kothri mein akele kabhi aao to
Kothri mein akele kabhi..., haan, haan, haan
Kothri mein akele kabhi aao to
Lag jaaye sajan ki lottery
Panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhare sajan ki kothri
Panwaadi kattha tu aur daal, daal, daal
Samajh le dil ka tu haal, haal, haal, haal
Motiya-se daantan se panawa chabaike
Hui hai sajaniya ke honth laal, laal, laal
Heart shape ka patta
Hara-hara heart shape ka patta
Gulu-gulukand laga ke chaabe
gulu-gulu, gulu-gulu
Gulu-gulukand laga ke chaabe
Gori, tujhe pyaar hua albatta
Hara-hara heart shape ka patta
Hara-hara heart shape ka patta
Akhir bata to kab talak yun door se hi ishq hum farmaenge, farmaenge?
Laga ke gale ek-dusre se pyaar kab nazdeek se kar paayenge, kar paayenge
are, doori
Sacche premiyon mein thodi doori hoti hai zaroori
Aa-ha, bhaang kootne ke season mein
Bhaag footne ke reason tu
Haaye, gori, haaye, gori, aaj to bata de
Panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhare sajan ki kothri
Panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhare sajan ki kothri
Ho, kothri mein akele kabhi aao to
Kothri mein akele kabhi..., aa, ha-ha-ha-ha
Kothri mein akele kabhi aao to
Lag jaaye sajan ki lottery
O, panwaadi ke peechhe waali patli gali mein hai tumhare sajan ki kothri
Rai, gaadi mein baith, mere dhore, aaja, main tanne sair kara dyun
Heere ka lyaaun tera haar, gail moti jadwa dyun
Gadee mein baith, mere dhore, aaja, main tanne sair kara dyun
Heere ka lyaaun tera haar, gail moti jadwa dyun