🎵
Tum Bin by Ankit Tiwari album cover

Tum Bin

by Ankit Tiwari

Lyrics
Saath Mein The
Paas Mein The
Jaane Kahaan
Tum Chal Diye
Raahein Jahaan
Jaati Nahi
Dekho Wahaan
Tum Chal Diye
···
Saath Mein The
Paas Mein The
Jaane Kahaan
Tum Chal Diye
Raahein Jahaan
Jaati Nahi
Dekho Wahaan
Tum Chal Diye
Yaara Tum Bin Jeene Mein
Saansein Chubhe Hain Seene Mein
Tum Bin Raha Jaaye Na
Tum Bin Jiya Jaaye Na
Tum Bin Raha Jaaye Na
Tum Bin Jiya Jaaye Na
···Music···
Rozana Ye Uljhan
Rehti Hai Jaane Kyun
Jaise Kuchh Pyara Sa
Kahin Rakh Ke Bhoole Ho
Tum Yahin The
Haan Yahin The
Kho Gaye Ho Kahaan
Yaara Tum Bin Jeene Mein
Saansein Chubhe Hain Seene Mein
Tum Bin Raha Jaaye Na
Tum Bin Jiya Jaaye Na
···Music···
(Tum Bin Jiya Jaaye Na)
(Tum Bin Jiya Jaaye Na)
Lagta Hai Ki Tum Bin
Ab Hum Reh Na Payenge
Kya Toota Hai Andar
Yeh Hum Keh Na Payenge
Aa Bhi Jaao Hum Se Aakhir
Kaise Naraazi
Yaara Tum Bin Jeene Mein
Saansein Chubhe Hain Seene Mein
Tum Bin Raha Jaaye Na
Tum Bin Jiya Jaaye Na
Tum Bin Raha Jaaye Na
Tum Bin Jiya Jaaye Na