🎵
Phir Se (From "Dhurandhar The Revenge") by Arijit Singh album cover

Phir Se (From "Dhurandhar The Revenge")

by Arijit Singh

Lyrics
Jo tu na tha, karte the hum baatein teri yaadon se
Mehki hui meri sabhi raahein teri yaadon se
Jaane kaise

Phir se naina bhare
Samjhe the hum gham hai khatam, dil hi na maane

Phir

Tanhaayi mein jisne mujhko ji bharke tadpaya tha

Aur nahi tha koi, woh teri yaadon ka saaya tha
Tere siwa na koi tha jo saathi ho raahon mein
Jab tu na tha, tanhaiyaan simti meri baahon mein
Socha na tha aise humein tera khayaal aayega
Yoon saamne tere humein pehle sawaal aayega