🎵
Bheegi Bheegi by Jasleen Royal album cover

Bheegi Bheegi

by Jasleen Royal

Lyrics
Karamaat Karta Ishaara Ishaara
Naino Ke Sheeshe Mein Chaand Utaara
Karamaat Karta Ishaara Ishaara
Naino Ke Sheeshe Mein Chaand Utaara
Chaand Se Ho Manmaani
Harkat Harkat Mastaani
Ban Jaaye Aur Kahaani
Bheegi Bheegi Raat Mein
Dheere Se Bheege Jazbaat Mein Ho
Bheegi Bheegi Raat Mein
Teri Mohabbat Saath Mein
O Sareaam Sareaam Tere Sadke Mein
Hosh Mere Le Le Jaaniya
O Sareaam Sareaam Tere Sadke Mein
Zulfon Se Khele Jaaniya
Hona Nahin Bhule Juda Juda
Nahi Juda Nahi Ho Na
Bheegi Bheegi Raat Mein
Dheere Se Bheege Jazbaat Mein Ho
Mm Mm Mm Mm... Mm Mm Mm Mm...
Hey Hey Hey...
Bheegi Bheegi Raat Mein
Dheere Se Bheege Jazbaat Mein Ho
Bheegi Bheegi Raat Mein
Bheegi Bheegi Raat Mein
Teri Mohabbat Saath Mein Ho
Bheegi Bheegi Raat Mein
Haye Jeena Tere Gale Lag Ke
Raaton Se Ruthe Na
Raaton Se Chanda Roothe Na Ho
Dhun Ki Chahat Ki Toote Na
Bheegi Bheegi Raat Mein
Dheere Se Bheege Jazbaat Mein Ho
Bheegi Bheegi Raat Mein
Teri Mohabbat Sath Mein
Karamat Karta Ishaara Ishaara
Naino Ke Sheeshe Mein Chanda Utaara
Karamat Karta Ishaara Ishaara
Naino Ke Sheeshe Mein Chanda Utaara
Bheegi Bheegi Raat Mein
Bheegi Bheegi Raat Mein
Dheere Se Bheege Jazbaat Mein Ho
Bheegi Bheegi Raat Mein
Bheegi Bheegi Raat Mein
Teri Mohabbat Sath Mein Ho
Bheegi Bheegi Raat Mein