Lyrics
Pehli Nazar Mein Tumko Yaara Apna Maan Liya
Tu Jo Nahi To Kuch Nahi Hai Ab Yeh Jaan Liya
Saanse Jal Ne Lagi Rooh Tadap Ne Lagi
Tu Bhi Ruk Sa Gaya Main Bhi Tham Si Gayi
Chaah Raha Hai Yeh Kaisa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Iss Tarha
Barish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chaa Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewaana Dhadkane Laga
Thodi Sardi Bhi Hai, Thodi Garmi Bhi Hai
Thodi Hai Bebasi, Thodi Marji Bhi Hai
Aise Me Ham Bhala, Kya Karein Tu Bata
Jo Bhi Hota Hai Vohh, Hone De Dil Ruba
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewaana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Is Tarha
Barish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chaa Raha Hai Ajab Sa Nasha
Tu Jo Nahi To Kuch Nahi Hai Ab Yeh Jaan Liya
Saanse Jal Ne Lagi Rooh Tadap Ne Lagi
Tu Bhi Ruk Sa Gaya Main Bhi Tham Si Gayi
Chaah Raha Hai Yeh Kaisa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Iss Tarha
Barish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chaa Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewaana Dhadkane Laga
Thodi Sardi Bhi Hai, Thodi Garmi Bhi Hai
Thodi Hai Bebasi, Thodi Marji Bhi Hai
Aise Me Ham Bhala, Kya Karein Tu Bata
Jo Bhi Hota Hai Vohh, Hone De Dil Ruba
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewaana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Is Tarha
Barish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chaa Raha Hai Ajab Sa Nasha