🎵
Tere Ishq Mein (From "Nadaaniyan") by Sachin Jigar album cover

Tere Ishq Mein (From "Nadaaniyan")

by Sachin Jigar

Lyrics
Kuch dino se mujhe
Pehle se aur bhi
Ache lagte ho tum
Aisi tum mein sanam
Jaane kya baat hai
Ache lagte ho tum
Maine dil ko kabhi
Aazmaya hee na tha
Iss tarah
Iss tarah
Kyunki pehle mujhe
To kisi pe bhi kabhi
Pyaar aaya na tha iss tarah
Ishq mein
Tere ishq mein
Tujhe kya bataun yaara
Tere ishq mein
Ishq mein
Ishq mein
Ha main kis qadar fida hoon yaara
Tere ishq mein
Ishq mein
Ishq mein
Ha main kis qadar fida hoon yaara
Tere ishq mein
Ishq mein
Tere ishq mein
Ishq mein
Tere ishq mein
Ik nasha hai
Tеre ishq mein
Ishq mein
Tеre ishq mein
Ishq mein
Tere ishq mein
Sab fanaa hai
Tere ishq mein
···Music···
Ho, jis din mujhe
Tu na mile (Tu na mile)
Ho, jis din mujhe
Tu na mile
Usko main din hee ginta nahi
Hoti nahi jo tujhse judi
Main baat hee wo sunta nahi
Ha kisi ka nasha
Sarr chadhaya hee na tha
Iss tarah
Iss tarah
Kyunki pehle mujhe
To kisi pe bhi kabhi
Pyaar aaya na tha iss tarah
Ishq mein
Tere ishq mein
Tujhe kya bataun yaara
Tere ishq mein
Ishq mein
Ishq mein
Ha main kis qadar fida hoon yaara
Tere ishq mein
Ishq mein
Ishq mein
Ha main kis qadar fida hoon yaara
Tere ishq mein
Ishq mein
Tere ishq mein
Ishq mein
Tere ishq mein
Ik nasha hai
Tеre ishq mein
Ishq mein
Tеre ishq mein
Ishq mein
Tere ishq mein
Sab fanaa hai
Tere ishq mein
Jab se pada main
Tere ishq mein
Main na raha main
Tere ishq mein
Kuch to hua hai
Tere ishq mein
Main na raha main
Tere ishq mein