🎵
Aasan Nahin Yahan by Arijit Singh album cover

Aasan Nahin Yahan

by Arijit Singh

Lyrics
Aasan nahin yahan aashiq ho jana
Palko pe kaaton ko sajaana
Aashiq ko milti hai gam ki saugaatein
Sabko na milta yeh khazana
woo ooo woo ooo
Baaton se aage, vaadon se aage
Dekho zaraa tum kabhi ho
Yeh to hai shola, yeh hai chingari
Yeh hai jawaag bhi
ooo ooo ooo wooo
Jismo ke peecche bhaage ho firte
Utro kabhi rooh mein ho
Hota kya aashiq, kya aashiqhi hai
Hogi khabar tab tumhein
ooo ooo ooo wooo