🎵
Tay Hai by Ankit Tiwari album cover

Tay Hai

by Ankit Tiwari

Lyrics
Tere Bin Jee Na Paunga
Sach Much Mar Hi Jaunga
Yeh Tay Hai
Yeh Tay Hai
Hasna Rona Tujhse Hi
Mera Hona Tujhse Hi
Yeh Tay Hai
Yeh Tay Hai
Maujood Hai Har Saans Mein
Tu Har Dafa Yeh Tay Hai
Tu Hai Dawa Ya Dard Hai
Par Hai Mera Yeh Tay Hai
Maujood Hai Har Saans Mein
Tu Har Dafa Yeh Tay Hai
Tu Hai Dawa Ya Dard Hai
Par Hai Mera Yeh Tay Hai
Tere Bin Jee Na Paunga
Sach Much Mar Hi Jaunga
Yeh Tay Hai
Yeh Tay Hai
Tu Naseebon Sa, Mere Haathon Pe, Shuru Se Likha Hai
Mera Haq Hai Tu, Aasmano Se, Mujhe Jodta Hai
Tere Kadmon Pe, Jahaan Rakh Doon Main, Kabhi Jo Kahe Tu
Koi Shaq Ho Toh, Aazma Lena, Kisi Din Mujhe
Maujood Hai Har Saans Mein
Tu Har Dafa Yeh Tay Hai
Tu Hai Dawa Ya Dard Hai
Par Hai Mera Yeh Tay Hai
Maujood Hai Har Saans Mein
Tu Har Dafa Yeh Tay Hai
Tu Hai Dawa Ya Dard Hai
Par Hai Mera Yeh Tay Hai
Tere Bin Jee Na Paunga
Sach Much Mar Hi Jaunga
Yeh Tay Hai
Yeh Tay Hai