🎵
Toh Phir Aao - New Version (From "Awarapan 2") by Mithoon album cover

Toh Phir Aao - New Version (From "Awarapan 2")

by Mithoon

Lyrics
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulao
Phir ghayal hoon main
Aa ke chhoo le mujhe
Shayad teri dua
Bhar de zakhm mere
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao
Ab to saari umr ko
Mujhko yun bhatakna hai
Ya mujhmein ye rahe zinda
Ya mujhko khatam hona hai
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao, aa bhi jaao
Aa bhi jaao