🎵
Tere Mast Mast Do Nain (From "Dabangg") by Rahat Fateh Ali Khan album cover

Tere Mast Mast Do Nain (From "Dabangg")

by Rahat Fateh Ali Khan

Lyrics
Taakte rehte tujhko saanjh-savere
Nainon mein haye, nainon mein haye
♪
Taakte rehte tujhko saanjh-savere
Nainon mein basiya jaise nain ye tere
Nainon mein basiya jaise nain ye tere
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain
♪
Pehle pehal tujhe dekha to dil mera
Dhadka haye, dhadka, dhadka haye
♪
Pehle pehal tujhe dekha to dil mera
Dhadka haye, dhadka, dhadka haye
Jal-jal utha hoon main, shola jo pyaar ka
Bhadka haye, bhadka, bhadka haye
Neendhon mein gul gaye hain sapne jo tere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Badle se lag rahe hain andaaz mere
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain
♪
Maahi Be-aap Sa, Dil Yeh Betaab
Sa, Tadpa Jaaye Tadpa Tadpa Jaaye
♪
Maahi Be-aap Sa, Dil Yeh Betaab
Sa, Tadpa Jaaye Tadpa Tadpa Jaaye
Nainon Ke Jheel Mein, Utra Tha Yunhi
Dil, Dooba Jaaye Dooba Dooba Jaaye
Hosho Hawa Salab Toh Khone Lagey Hain
Hum Bhi Deewane Tere Hone Lagey Hain
Hum Bhi Deewane Tere Hone Lagey Hain
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Taakte rehte tujhko saanjh-savere
Nainon mein basiya jaise nain ye tere
Nainon mein basiya jaise nain ye tere
Tere mast-mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast-mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mere dil ka le gaye chain
Mere dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain