🎵
Chaar Botal Vodka (From "Ragini Mms 2") by Yo Yo Honey Singh album cover

Chaar Botal Vodka (From "Ragini Mms 2")

by Yo Yo Honey Singh

Lyrics
(Chaar botal vodka, kaam mera roz ka)
(Na mujhko koi roke, na kisi ne roka)
(Chaar botal vodka, kaam mera roz ka)
(Na mujhko koi roke aur na kisi ne roka)
Main rahoon saari raat in the bar
Daaru piyoon lagataar
Ek-aadhi sab pee lete hain
Main toh piyoon botal chaar
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke, na kisi ne roka (so)
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke, na kisi ne roka
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke aur na kisi ne roka (so)
♪
Saari raat daaru, subah neembu-paani
Party karne waalon ki hai yahi kahaani
Pet bhar ke jitni bhi pee lo
Kisi ki bandi ko bhi hello
Hello baby, how do you do?
Ek minute toh khad ja tu
Pata nahin mujhe yeh samajh nahin aata
Mere saath kabhi koi club nahin aata
Apne palle se koi nahin pilaata
Main pee loon zyada fir koi munh nahin lagata
Kyunki, kyunki, kyunki, kyunki
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke, na kisi ne roka
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke aur na kisi ne roka (so)
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
Sooji-sooji aankhein meri yeh
Fir bhi dekho ladkiyon ko kaise yeh nihaare
Agle din uthoon main hangover mein
Fir bhi dekho liver mera vodka pukaare
Sooji-sooji aankhein meri yeh
Fir bhi dekho ladkiyon ko kaise yeh nihaare
Agle din uthoon main hangover mein
Fir bhi dekho liver mera vodka pukaare
Kyunki chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke, na kisi ne roka
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke aur na kisi ne roka (so)
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka (I wanna hangover tonight)
Na mujhko koi roke, na kisi ne roka (I wanna hangover tonight)
Chaar botal vodka, kaam mera roz ka (I wanna hangover tonight)
Na mujhko koi roke aur na kisi ne roka (I wanna hangover tonight, so)
(Chaar botal vodka, kaam mera roz ka)
(Na mujhko koi roke, na kisi ne roka)
(Chaar botal vodka, kaam mera roz ka)
(Na mujhko koi roke aur na kisi ne roka, so)