🎵
Made in India by Alisha Chinai album cover

Made in India

by Alisha Chinai

Lyrics
Dekhi hai saari duniya,
Japan se leke Russia
Australia se leke America
music
Dekha hai pyaar ka sapna,
dil chaahe koi apna
Mil jaaye gar ek saathiya, ek desiya
Made in India,
made in India
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho
made in India,
ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India

Music

Tan gora ho ya kaala,
par ho sachcha dilwaala
Chaandi nahin, sona nahin, koi heera

Music

Dil jiska Hindustani,
nahin koi Englistani
Raat aur din mujhe pyaar koi karne waala
Made in India,
made in India
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho
made in India,
ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India

Music

Kaisi hai yaar ameeri, kaisi dildaar gareebi
Achchha hai kya, kya hai bura, mujhko pata

music

Dekhi hai saari duniya,
Japan se leke Russia
Australia se leke America
Made in India..
Made in India,
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho
made in India,
ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho
made in India,
made in India,
Ek dil chaahiye bas made in India
O ho ho ho
made in India,
ek pyaara soniya
Ek dil chaahiye bas made in India